Wednesday, May 21, 2008

Ajeeb sa ehsas


Mujhpe jo beet raha hain,
Koi na samjhe jo..
Chahkar bhi chah na syake..
Meri majburi hain woh.
Tujhko main samjha nehin payi..
Hakiqat hain jo,
Waade dekar bhi nibha nehin payi.
Meri kamjori hain woh..

..jaha gaam bhi na ho.. ansoo bhi naho.. bass.. pyar hi pyar pale... ek aise gagan ke tale...